Website performance kaise test kare, is bare me jankar aap blog ke kharab ranking ko increase kar sakte hai. Aapko pata hoga ki all bloggers apne blog ko google search engine me top par lana chahate hai. but aisa kuchh logo ke sath hi hota hai. kyoki vo apne site ko webmaster ke rools ke anusar banate hai. Kya aapko pata hai ki search index hamesa bada hota rhta hai and kabhi-kabhi links bhi change ho jata hai
Check Your Website Performance
Ydi iske bad bhi aapki site google search me nhi dikhai deti hai, ya pahle se bhi bekar website performance hai, to maine niche webmaster guidlines ke bare me bataya hai. Ise check kar sakte ho ki aapka website performance kyu kharab hai, Apane blog ke kharab pradarshan ka reasen janane ke bad kya karana hai ye to aap janate hi hai, Agar nahi janate hai iske bare me maine niche bataya hai Jise fallow karke apne blog ko google me index kar sakte ho.
Check your site in Google Index
1. Search your site
Sabse pahle apne blog ko check kare ki google me aa rha hai ya nhi. agar aapki site google me search karne par dikhai deti hai to iska matlab search index me hai.
Agar pahle google me thi ab nhi hai to aapne webmaster ke guidlines ko ignor kiya hai so aapke blog ko webmaste ne bahr nikal diya hai.
Ab apne website se sabhi malware ko nikal de jise google pasand nhi karta hai. fir Reconsideration Request. submit kare.
2. Kya aapki site domain name se search me aati hai
www.yourdomain.com type karke search kare agar google me dikhai nhi deti hai ya fir aska ranks low hai, iska matlab apke blog par kuchh spam hai jiske karn ranks nhi kar pa rha hai. kuch problems ko webmasters tools message list me jakar dekhakr thik karne ke bad Reconsideration Request submit kare.
3. Google ko New Site ki jankari de
Agar aapka blog new hai and aapne nya domain registor kiya hai to isko jankari google webmaster tool me sitemap submit karke de. yah tarika apni site ko google seconnect karne ka sabse badiya hai. submit your url, Search Console
Aapki site par manual spam action to nhi hai check kare
Website performance test karne ke liye Ydi aapke contant ya site me use hone vali koi bhi chij kahi se copyrighted hai, ya hack ki gayi site, user dvara generate kiya gya spam milta hai to google ke rulls ke anusar us website ka owner action le sakta hai. jiske karna aapka content deindex ho jayega.
ise aap webmasters tools manual action par click karke check kar sakte hai. agar aisa kuchh bhi milta hai to ise thik karne ke bad Reconsideration Request send kare.
Ask google to crawl my site
Crawl ke dwara hi, google index me add ya update kiye gye pages ko search karta hai. yah web url se start hoti hai, jo webmaster ke sath sitemap me juda hota hai. in sabhi site par jakr google site ke links ko search karta hai, and unhe crowl karke webpage ke new list me add karte hai. google crawl kaise karta hai, use check karne ke liye niche dekhe.
1. Chek Crowl error
Search console me crowl errors hamari site me us url ki jankari deta hai jise crowl karne ki kosis to kiya but use access nhi kar paye. un errors ko review karke thik kar sakte hai. Ab google aapki site ko crowl kate time kiye gaye changes ko yad rakhta hai and unhe use karke google index ko update karega.
2. Review your Robot txt file
Robot txt file se site search performance check kare. yah pata lagata hai. ki aapne kisi url ya google ke guidlines anusar block to nhi kiya hai. usko check kare.
3. Blocked with meta tags
Chek kare ki aapki site kahi meta tags me block to nhi kiya gaya hai. Jiske karna blog ke men keywords ko google index nhi kar pa rha hai.
4. Review your site struchure
Jyadatar search engine text par dipend hote hai. agar aap guidline ya links banane ke liye Dhtml, javaScript, silverlight, jaise reach media ka use karte hai to google and other search engine ko index karne me problem hoti hai.
5. Redirect permanent
Agar aapne apne site ka template change kiya ya fir new domain set kar diya hai, to pahle badiya index hone vale content ab bad ranks karte hai, ise thik karne ke liye apne Htacces file me 301 redirect ka use kare. 301 redirects ke bare me adhik janne ke liye yha click kare.
6. Creating and submit a sitemap
Agar aapki site search result me aati hai, tab bhi sitemap submisson aapke blog pe sabhi url ko google search engine me index karne ka sabse badiya tarika hai, jise aap jaruri samjhte hai. Sitemap aamtaur par sabse jyada helpfull tab hoti hai jab aapke blog par koi aisa post, links ya new site ho jise google search nhi kar pa sha hai.
Check your google indexed pages
Google kai tarh ke content ko proccess kar sakta hai. jisme html, pdf, flash file hoti hai. but vahi silverlight jaise reach media forments ko index karne me problem hoti hai. ise nimn tarh se check karte hai.
Check your site index stats
Apni site ke index stats check kare. ye stats aapko batayege ki aapki site kitani represented google me index hai. aur ye janane ke bad yadi koi kami najar aati hai, to use thik karke site search performance achha kar sakte hai.
Check kare aapki site ke content relevant aur useful hai.
Website performance test karne ke liye dekhe ki Apne blogs par jo artical type kiya hai, kya vah kisi ke liye helpfull hai ?
kyoki artical jitna adhik helping ya relevant hoga visitors utni adhik pasand karege. iske alava google bhi index karke search engine me show karega. isliye apne blog ke contant ko achhi tarh se chek kar le.
No comments:
Post a Comment